Samjhe nahin ye ishq itna bhi kya
Aasaan nahi sehna ye bechainiyaan…
Shikve karein, hum naaraaz hain bhi toh kya
Deewaron ko aawaaz de bhi bhi toh kya…
Samjhe nahin ye ishq itna bhi kya
Sheesha hai dil, patthar ka hai wo khuda…
—-
Apna sheher bhi na apna raha
Uski gali par na chhodi gayi…
Sau laakh tukdon mein toota ye dil
Isse kasam par na todi gayi…
Hum kya hi bolein likh dein toh kya
Dekha hai wo jo na dekha gaya…
Jo de saza usse hai iltija
Dum ghont de meri ummeed ka…
Samjhe nahin ye ishq itna bhi kya
Main wo nahi… tumse tha tab jo mila…
还没有收藏。点右下角的星星按钮,就能把当前页面收进来(只保存在这个浏览器里)。