Mere Bholenath Paharon Main Baste hai
Mere Shambho nath Paharon Main Baste hai...
Kashi Jaoge to bhi milegaa
Kailash Jaoge to bhi milegaa..
Mere Bholenath Paharon Main Baste hai
Mere Shambho nath Paharon Main Baste hai...
Fuloon main mere Shankar
Kalioon main mere Shankar..
Dhoodh ke dhara main bhi
Bel ke patra main bhi...
Om namah shivaya
Namah shivay
Om namah shivay
Fuloon main mere Shankar
Kalioon main mere Shankar..
Dhoodh ke dhara main bhi
Bel ke patra main bhi....
Jaha jaoge waha milenga
Tere hi Maya yaha sab pe chadha...
Ped ke chao main bhi..
Nadiya Samandar main bhi
Gaoon ke mitti main bhi...
Om namah shivaya
Namah shivay
Om namah shivay
Ped ke chao main bhi..
Nadiya Samandar main bhi
Gaoon ke mitti main bhi...
Jaha jaoge waha milenga
Tere hi Maya yaha sab pe chadha...
Mere Bholenath Paharon Main Baste hai
Mere Shambho nath Paharon Main Baste hai...
Mere Shankar nath paharon main baste hai..
Mere Bholenath har jagah pe baste hai..
还没有收藏。点右下角的星星按钮,就能把当前页面收进来(只保存在这个浏览器里)。