《Jazbaa - Reprise》歌词

歌手: Vasuda Sharma / Sharma And The Besharams / MC Siddu / Bunny 420
歌词字数:1,237 歌词行数:42 当前语言:中文 时间轴歌词:— 歌词翻译:—
📄 纯文本

Jazbaa (Reprise) Lyrics

Jaata Hai tu khan ,yun mooh modke

Aadhe raste se maidaan chhod ke

In mushkilon se jo haar maanega

Jeetney ke jazbe ko woh kaise jaanega

Jazbaa rakh atoot tera

Khoju mein wajood mera

Rukne ki na sochun

Bharosa hai mehnat pe kya ..

Kosu kyun naseeb ko haa.

Haar se hi sikhunga

Dil bole bas badhte chal

Jab tak manzil dikhe na

Mushkilein saamne dekh kar , na usse darna tu

Haar mein tab tak na maand , Sapna sach kar na loon..

Chalna tu khud ke dum par,

Thokar lagegi jumkar

Naamumkin mein bhi mumkin shabd hota hai batla dun.

Aasaaniyon ki chaaon mein jo paley

Leharon ke dum pe naav jiski chaley

Deha jaayega woh ik din toofan mein

Khokley tajurbey mein nur jhootey ghumaan mein

Mehnat rakh itni khamosh,

Kamyabi shoe machaye

Riyaz tu itna kar ,jo chahey woh kar sakta hai

Safalta ka dose leke mooh tu inka bandh karadey

Jeet ka raasta khojte reh,nahi mila mera naam badla dey

Har ek ghadi ko tu keemti bana

Jaana iss duniya se achche karam karkey tu ja

Zindagi na milti wapas ,itihaas gawah

Thokar toh lagti rehti , girkey phir se uth ja

Shabdon ko hathiyaar bana,shaitan nahi insaan jaga

Kathin sa hai yeh safar ,raastey pe kaanta pada

Har ek kalakaar yahaan,usko tu jaldi jaga

Shabdon ke yeh teer kamaan se in logon ko kaske maar

Teri zindagi hai tu na bana bahane

Dhokha kise data upar wala fab jaaney

Kisi ne kaha hai ki darr ke aage jeet hai

Tujhe bas karna hai bharosa khud par aur darna na ,fikar karna na

Kyunki dar tu gaya toh samjho mar tu gaya

Aur marey hue Aadmi ne

Kabhi kuch Kiya hai kya.

🎧 猜你喜欢

共 4 首

🎲 随机歌词

共 8 首