《Dilkashi》歌词

歌手: Pancham / Suraj Iyer / Prissha
歌词字数:537 歌词行数:29 当前语言:中文 时间轴歌词:— 歌词翻译:—
📄 纯文本

Teri har kahi baat ruhaani,

Sang reh gayi,

Dilkashi wali yaadein thi kaafi,

Na bhulu kabhi,

Door kyu baithi tu,

Aur Door ye samaa hai

Majboor the hum saathi bas,

Ab kyu yeh,

Dil bezubaan hai.

Ajnabee kyu hoya tu yu khoya tu raahon mein,

Tere khumaar tha,

Ab gumaan kyu bata mujhe tu,

Tere bina, Paraya jahaan,

Oh meri jaan,

Hoke fana,

Hum aisi haal mein kyu,

Jaana aise faasle kyu,

Tu kar saare faasle door,

Hum marr mitey karke malaal,

Na hum kal ke khyaal,

Mujhe jadd se sambhaal,

Tere labz beshumaar,

Uthe mann mein sawaal,

Hum kaise naraaz, tu dena jawaab.

Door kyu baithi tu,

Aur Door ye samaa hai

Majboor the hum saathi bas,

Ab kyu yeh,

Dil bezubaan hai.

🎧 猜你喜欢

共 0 首
暂无推荐歌曲

🎲 随机歌词

共 8 首