《Marziyaan》歌词

歌手: Moosa Saleem / Soham Mallick
歌词字数:477 歌词行数:16 当前语言:中文 时间轴歌词:— 歌词翻译:—
📄 纯文本

Ye gulabi shaamein sharmayi hai

Dekhe hai ise jo khwabo mein

Qurbatein usse hi dil ne chahi hai

Wo khe de toh panchi sur chehkate hai

Wo hass de toh gul baghon mein khil jaate hai

Chahatein ho wo yahi chahatein hai... chahatein hai

Ae Khuda zara manzar ye dekho tum

Jo maine kaha use wo keh do tum

Ya tu bhi de bata kya hai teri marziyaan

Harf hu mai wo lafzo ka dariya ho

Dil mujhe mile dhadkan ka wo zariya ho

Bas yahi yahi tujhse mannat yahi

Ve Maula sun le na ishq ki ye arziyaan

ya tu bhi de bata kya hai teri marziyaan

Ve Maula sun le na ishq ki arziyaan

Ya tu bhi de bata kya hia teri marziyaan

🎧 猜你喜欢

共 2 首

🎲 随机歌词

共 8 首