《Hothon Se Chhu Lo Tum (From Prem Geet)》歌詞

歌手: Jagjit Singh
歌詞の文字数:706 歌詞の行数:41 現在の言語:日本語 同期歌詞:✓ 歌詞翻訳:—
📄 テキストデータ

Hm mm mm mm hm hm hm hm hm hm hm

Honton se chhoo lo tum

Mera geet amar kar do

Honton se chhoo lo tum

Mera geet amar kar do

Ban jaao meet mere

Meri preet amar kar do

Honton se chhoo lo tum

Mera geet amar kar do

Na umr ki seema ho

Na janm ka ho bandhan

Na umr ki seema ho

Na janm ka ho bandhan

Jab pyaar kare koi

To dekhe keval mann

Nayi reet chalaakar tum

Yeh reet amar kar do

Nayi reet chalaakar tum

Yeh reet amar kar do

Aakaash ka soonapan

Mere tanha mann mein

Aakaash ka soonapan

Mere tanha mann mein

Paayal chhankaati tum

Aa jaao jeevan mein

Saansein dekar apni

Sangeet amar kar do

Sangeet amar kar do

Mera geet amar kar do

Jag ne chheena mujhse

Mujhe jo bhi laga pyaara

Jag ne chheena mujhse

Mujhe jo bhi laga pyaara

Sab jeeta kiye mujhse

Main har dam hi haara

Tum haarke dil apna

Meri jeet amar kar do

Tum haarke dil apna

Meri jeet amar kar do

Honton se chhoo lo tum

Mera geet amar kar do

🎵 LRC

[00:11.28]Hm mm mm mm hm hm hm hm hm hm hm

[00:22.85]Honton se chhoo lo tum

[00:27.27]Mera geet amar kar do

[00:34.67]Honton se chhoo lo tum

[00:39.20]Mera geet amar kar do

[00:44.02]Ban jaao meet mere

[00:48.74]Meri preet amar kar do

[00:53.67]Honton se chhoo lo tum

[00:58.29]Mera geet amar kar do

[01:17.72]Na umr ki seema ho

[01:22.46]Na janm ka ho bandhan

[01:32.51]Na umr ki seema ho

[01:36.88]Na janm ka ho bandhan

[01:41.99]Jab pyaar kare koi

[01:46.51]To dekhe keval mann

[01:51.52]Nayi reet chalaakar tum

[01:56.35]Yeh reet amar kar do

[02:01.37]Nayi reet chalaakar tum

[02:06.00]Yeh reet amar kar do

[02:23.31]Aakaash ka soonapan

[02:27.68]Mere tanha mann mein

[02:38.43]Aakaash ka soonapan

[02:42.20]Mere tanha mann mein

[02:47.20]Paayal chhankaati tum

[02:52.02]Aa jaao jeevan mein

[02:56.97]Saansein dekar apni

[03:01.49]Sangeet amar kar do

[03:06.32]Sangeet amar kar do

[03:11.27]Mera geet amar kar do

[03:30.66]Jag ne chheena mujhse

[03:35.34]Mujhe jo bhi laga pyaara

[03:45.39]Jag ne chheena mujhse

[03:49.89]Mujhe jo bhi laga pyaara

[03:54.75]Sab jeeta kiye mujhse

[03:59.58]Main har dam hi haara

[04:04.81]Tum haarke dil apna

[04:09.14]Meri jeet amar kar do

[04:14.67]Tum haarke dil apna

[04:18.70]Meri jeet amar kar do

[04:23.64]Honton se chhoo lo tum

[04:28.15]Mera geet amar kar do

🎧 あなたにおすすめ

合計 0 曲
おすすめの曲はありません。

🎲 ランダムな歌詞

合計 8 曲