《Deewaane (From "Selfiee") (Original Soundtrack)》Testo della canzone

Cantante: Tanishk Bagchi / Kunaal Vermaa / Stebin Ben / Aditya Yadav
Caratteri del testo:1,089 Righe del testo:59 Lingua attuale:Italiano Testi sincronizzati:✓ Traduzione dei testi:—
📄 Testo puro

Maza Aa Jaata Hai

Adhoori Baaton Se

Maza Aa Jaata Hai

Adhoori Baaton Se

Koyi Bann Jaata Hai

Zaroori Yaaron Se

Jo Dekhi Na Suni Aisi

Humein Duniya Dikhati Hai

Deewane Hum Nahi Hote

Deewani Raat Aati Hai

Humein Unki Unhein Meri

Mohabbat Yaad Aati Hai

Deewaane Hum Nahi Hote

Deewaani Raat Aati Hai

Humein Unki Unhein Meri

Mohabbat Yaad Aati Hai

··Music···

Nazar Aati Hain Zulfon Mein

Ghatayein Badalon Jaisi

Yeh Dil Karne Laga Unse

Wafayein Paaglon Jaisi

··Music···

Use Jab Dekhte Hain Toh

Badal Jaata Hai Yeh Lehza

Zubaan Pe Aa Hi Jaati Hai

Adayein Shayaron Jaisi

Unhein Jab Yaad Karte Hain

Tabhi Barsaat Aati Hai

Deewane Hum Nahi Hote

Deewani Raat Aati Hai

Humein Unki Unhein Meri

Mohabbat Yaad Aati Hai

Deewaane Hum Nahi Hote

Deewaani Raat Aati Hai

Humein Unki Unhein Meri

Mohabbat Yaad Aati Hai

··Music···

Nahi Koyi Gila Humein

Jo Na Iss Baar Maanenge

Abhi Chahe Mana Kar De

Kabhi Toh Yaar Maanenge

Mile Jo Cheez Aasani Se

Toh Usmein Maza Kaisa

Unhein Mera Banane Tak

Na Hum Bhi Haar Maanenge

Suna Hai Chahatein Sacchi

Nahi Barbaad Jaati Hai

Deewaane Hum Nahi Hote

Deewaani Raat Aati Hai

Humein Unki Unhein Meri

Mohabbat Yaad Aati Hai

Deewaane Hum Nahi Hote

Deewaani Raat Aati Hai

Humein Unki Unhein Meri

Mohabbat Yaad Aati Hai

Deewaane Hum Nahi Hote

Deewaani Raat Aati Hai

Humein Unki Unhein Meri

Mohabbat Yaad Aati Hai

🎵 LRC

[00:20.139]Maza Aa Jaata Hai

[00:25.621]Adhoori Baaton Se

[00:30.974]Maza Aa Jaata Hai

[00:33.654]Adhoori Baaton Se

[00:36.415]Koyi Bann Jaata Hai

[00:38.924]Zaroori Yaaron Se

[00:41.686]Jo Dekhi Na Suni Aisi

[00:44.446]Humein Duniya Dikhati Hai

[00:49.970]Deewane Hum Nahi Hote

[00:52.478]Deewani Raat Aati Hai

[00:55.238]Humein Unki Unhein Meri

[00:57.748]Mohabbat Yaad Aati Hai

[01:00.508]Deewaane Hum Nahi Hote

[01:03.018]Deewaani Raat Aati Hai

[01:05.777]Humein Unki Unhein Meri

[01:08.538]Mohabbat Yaad Aati Hai

[01:11.801]··Music···

[01:32.233]Nazar Aati Hain Zulfon Mein

[01:35.141]Ghatayein Badalon Jaisi

[01:37.900]Yeh Dil Karne Laga Unse

[01:40.716]Wafayein Paaglon Jaisi

[01:43.978]··Music···

[01:48.247]Use Jab Dekhte Hain Toh

[01:51.011]Badal Jaata Hai Yeh Lehza

[01:53.773]Zubaan Pe Aa Hi Jaati Hai

[01:56.283]Adayein Shayaron Jaisi

[01:59.043]Unhein Jab Yaad Karte Hain

[02:01.803]Tabhi Barsaat Aati Hai

[02:07.126]Deewane Hum Nahi Hote

[02:09.835]Deewani Raat Aati Hai

[02:12.346]Humein Unki Unhein Meri

[02:15.107]Mohabbat Yaad Aati Hai

[02:17.616]Deewaane Hum Nahi Hote

[02:20.376]Deewaani Raat Aati Hai

[02:22.886]Humein Unki Unhein Meri

[02:25.645]Mohabbat Yaad Aati Hai

[02:29.157]··Music···

[02:39.041]Nahi Koyi Gila Humein

[02:41.697]Jo Na Iss Baar Maanenge

[02:44.457]Abhi Chahe Mana Kar De

[02:46.965]Kabhi Toh Yaar Maanenge

[02:49.975]Mile Jo Cheez Aasani Se

[02:52.484]Toh Usmein Maza Kaisa

[02:54.992]Unhein Mera Banane Tak

[02:57.752]Na Hum Bhi Haar Maanenge

[03:00.511]Suna Hai Chahatein Sacchi

[03:03.476]Nahi Barbaad Jaati Hai

[03:08.098]Deewaane Hum Nahi Hote

[03:11.007]Deewaani Raat Aati Hai

[03:13.768]Humein Unki Unhein Meri

[03:16.278]Mohabbat Yaad Aati Hai

[03:19.290]Deewaane Hum Nahi Hote

[03:21.801]Deewaani Raat Aati Hai

[03:24.312]Humein Unki Unhein Meri

[03:27.071]Mohabbat Yaad Aati Hai

[03:29.830]Deewaane Hum Nahi Hote

[03:32.338]Deewaani Raat Aati Hai

[03:35.096]Humein Unki Unhein Meri

[03:37.856]Mohabbat Yaad Aati Hai

🎧 Ti potrebbe interessare

In totale 3 Primo

🎲 Testi casuali

In totale 8 Primo