《Tere Liye》Text

Sänger: Madhubanti Bagchi / Nilanjan Ghosh
Zeichenzahl des Liedtexts:383 Songtextzeilen:19 Aktuelle Sprache:Deutsch Synchronisierte Songtexte:— Songtextübersetzung:—
📄 Reiner Text

Tere Liye Tere Liye

Phool Khile Khushbooyein

Tere Liye Hain Rang Saari

Main Diwani Ho Gayi Isme

Tere Liye Tere Liye

Lafzon Ko Hai Sur Mile

Tere Liye Hai Roshni

Jo Tu Hai To

Sab Kuchh Hai Bas Tere Liye

Hai Tujhme Hi Meri Sansein

Hai Tujhse Hi Meri Baatein

Ye Dil Ab Tak Mehekta Hai

Behekta Hai

Dil To Dhadakta Hai

Tere LIye

Teri Ijaazat Ho To Phir Main Zikr Karoon Isko

Ishq Ibaadat Main Yeh Samjhi Tu Jo MIla Mujhko

Tere Bin Kya Jiyoon Main , Meri Sansein Hai Chalti

Tere Liye

🎧 Für Sie passend

Insgesamt 1 Anfang

🎲 Zufällige Songtexte

Insgesamt 8 Anfang