《Ishq Mera Bandagi Hai (From "Yeh Vaada Raha")》歌詞

歌手: Asha Bhosle / Kishore Kumar / R. D. Burman
歌詞字數:1,022 歌詞行數:43 當前語言:繁體中文 時間軸歌詞:✓ 歌詞翻譯:—
📄 純文本

Ishq mera bandagi hai

Ishq meri zindagi hai

Aashiqon ka arsh deraa

Aashiqon ka farsh deraa

Aashiqon ke saaton jahaan

Ishq mera bandagi hai

Ishq meri zindagi hai

Aashiqon ka arsh deraa

Aashiqon ka farsh deraa

Aashiqon ke saaton jahaan

Ishq mera bandagi hai

Yuun to jahaan mein sabhi naam ke hain ye rishte

Jo ishq mein doob jaayen wahi hain farishte

Yuun to jahaan mein sabhi naam ke hain ye rishte

Jo ishq mein doob jaayen wahi hain farishte

Ishq men hai wo khumaari

Jo na utare ummr saari

Din ba din ye hogi jawaan

Ishq mera bandagi hai

Ishq meri zindagi hai

Dil jis mein shamma jale ishq ki dil wahi hai

Maine to apane hi dil ki kahaani kahi hai

Dil jis mein shamma jale ishq ki dil wahi hai

Maine to apane hi dil ki kahaani kahi hai

Dharm apna aashiqui hai

Karm apna aashiqui hai

Ishq hi hai mera imaan

Ishq mera bandagi hai

Ishq meri zindagi hai

Aashiq wohi hai jo dooje ka gham jaane sahna

Tu is jahaan mein kabhi na kisi se ye kahna

Aashiq wohi hai jo dooje ka gham jaane sahnaa

Tu is jahaan mein kabhi na kisi se ye kahna

Ishq hai kya tu na jaane

Na suna tu ye fasaane

Kyuun kare ye jhutha gumaan

Ishq mera bandagi hai

Ishq meri zindagi hai

Aashiqon ka arsh deraa

Aashiqon ka farsh deraa

Ho aashiqon ke saaton jahaan

Ishq mera bandagi hai

Ishq meri zindagi hai

🎵 LRC

[00:34.447]Ishq mera bandagi hai

[00:39.035]Ishq meri zindagi hai

[00:42.777]Aashiqon ka arsh deraa

[00:46.701]Aashiqon ka farsh deraa

[00:50.513]Aashiqon ke saaton jahaan

[00:54.050]Ishq mera bandagi hai

[00:57.983]Ishq meri zindagi hai

[01:01.775]Aashiqon ka arsh deraa

[01:05.576]Aashiqon ka farsh deraa

[01:09.243]Aashiqon ke saaton jahaan

[01:12.847]Ishq mera bandagi hai

[01:35.996]Yuun to jahaan mein sabhi naam ke hain ye rishte

[01:42.683]Jo ishq mein doob jaayen wahi hain farishte

[01:50.494]Yuun to jahaan mein sabhi naam ke hain ye rishte

[01:58.322]Jo ishq mein doob jaayen wahi hain farishte

[02:04.885]Ishq men hai wo khumaari

[02:08.609]Jo na utare ummr saari

[02:12.233]Din ba din ye hogi jawaan

[02:15.784]Ishq mera bandagi hai

[02:19.822]Ishq meri zindagi hai

[02:46.209]Dil jis mein shamma jale ishq ki dil wahi hai

[02:53.332]Maine to apane hi dil ki kahaani kahi hai

[03:01.144]Dil jis mein shamma jale ishq ki dil wahi hai

[03:09.153]Maine to apane hi dil ki kahaani kahi hai

[03:14.862]Dharm apna aashiqui hai

[03:18.808]Karm apna aashiqui hai

[03:22.514]Ishq hi hai mera imaan

[03:26.205]Ishq mera bandagi hai

[03:30.050]Ishq meri zindagi hai

[04:05.541]Aashiq wohi hai jo dooje ka gham jaane sahna

[04:12.936]Tu is jahaan mein kabhi na kisi se ye kahna

[04:20.922]Aashiq wohi hai jo dooje ka gham jaane sahnaa

[04:28.372]Tu is jahaan mein kabhi na kisi se ye kahna

[04:34.601]Ishq hai kya tu na jaane

[04:38.723]Na suna tu ye fasaane

[04:42.609]Kyuun kare ye jhutha gumaan

[04:46.515]Ishq mera bandagi hai

[04:50.475]Ishq meri zindagi hai

[04:54.254]Aashiqon ka arsh deraa

[04:58.122]Aashiqon ka farsh deraa

[05:01.699]Ho aashiqon ke saaton jahaan

[05:05.948]Ishq mera bandagi hai

[05:09.717]Ishq meri zindagi hai

🎧 猜你喜歡

共 0 首
暫無推薦歌曲

🎲 隨機歌詞

共 8 首